🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*_✏️ اہل سنت و جماعت_*
*_السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🫱🏻🫲🏻_*
*~_________________~*
*_🌙 इस्लामी तारीख_*
*_29/06/1445_*
*_जमादी उल आख़िर_*
*_⛅ दिन; जुम्आमुबारक_*
*_🗓️ अंग्रेजी तारीख_*
*_12/01/2024_*
*_जनवरी_*
*~________________~*
*_👉 post 468_*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Khwaja Gareeb Nawaz Har Raat Ko Makka Muazzama Tashreef Le jate The*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti Har Roz Raat Ko Ajmer Se Kaaba Tashreef Le Jate The Khuddam Sochte The Ke Aap Raat Ko Apne Hujre Me Hi Namaz Adaa Karte Hai Tehqeeq Ke Waqt Zahir Hua Ke Aap Har Raat Ko Makka Muazzama Tashreef Le Jate Hai Aur Subah Wapas Aakar Namaz E Fajr Jamaat Ke Sath Padhte Hai Samarkand Ki Ek Masjid Taameer Ho Rahi Thi To Waha Ek Danish Mand Ne Kaha Ke Masjid Ka Mehraab Is Taraf Hona Chahiye Tha Kyuki Kaabe Ka Rukh Is Taraf Hai Khwaja Gareeb Nawaz Ne Kaha Ke Is Taraf Nahi Us Taraf Hai Us Aadmi Ne Khwaja Gareeb Nawaz Ki Baat Na Maani Aur Apni Baat Par Hi Qaayam Raha Khwaja Gareeb Nawaz Ne Us Aadmi Ki Gardan Pakdi Kur Kaha "Dekh Kaba Kis Taraf Hai " Ab Us Aadmi Ne Dekha To Usko Kaaba Usi Rukh Par Nazar Aane Laga Jaha Khwaja Ghareeb Nawaz Bata Rahe The*
*📚 Masalikus Salikeen Jild 2*
--------------------------------------
*📝 अल्लाह तआला हमें अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम के सद्के इल्मे दीन सीख़ने समझनें और अमल करने की तौफ़िक अता करें।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
💠💠💠💠💠💠💠💠💠💠
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी वारसी चिश्ती क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment