🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*_✏️ اہل سنت و جماعت_*
*_السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🫱🏻🫲🏻_*
*~_________________~*
*_🌙 इस्लामी तारीख_*
*_26/06/1445_*
*_जमादी उल आख़िर_*
*_⛅ दिन; मंगल_*
*_🗓️ अंग्रेजी तारीख_*
*_09/01/2024_*
*_जनवरी_*
*~________________~*
*_👉 post 465_*
*📝SAWAL-:*
*📇 Ajmer Ke Saath Ajmer Shareef Na Likhna Aur Asli Naam Ghulam Muinuddeen Par Ghulam Na Likhna Khilaaf E Aqeedah E Ahle Sunnat Hai Ya Nahin*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Ajmer Shareef Ke Naam E Paak Ke Saath Lafz E Shareef Na Likhna Aur Un Tamaam Mawaaqe' Mein Iska Iltizaam Karna Agar Is Bina Par Hai Ke Huzur Sayyiduna Khawaja Ghareeb Nawaz Radi ALLAHU Ta’ala Anhu Ki Jalwa Afrozi Hayaat E Zahiri Wa Mazaar E Pur Anwaar Ko (Jinke Sabab Musalman Ajmer Shareef Kehte Hain) Wajah E Sharafat Nahin Jaanta To Gumrah Balki Adoo ULLAH Hai. Sahih Bukhari Shareef Mein Hai Rasool ULLAH SalALLAHU Ta'ala Alaihi Wasallam Farmate Hain ALLAH Azza O Jalla Farmata Hai,*
*من عادی لی ولیا فقد آذنته بالحرب*
*Aur Agar Yeh Napaak Iltizaam Bar Bina E Kasl O Kotaahi E Qalmi Hai To Sakht Be Barkata Aur Fazl E Azeem Aur Khair E Jaseem Se Mehroomi Hai.*
*کما افادہ الامام المحقق محی الدین ابو زکریا قدس سرہ فی الترضی*
*Aur Agar Iska Mabna Wahabiyat Hai To Wahabiyat Kufr Hai Uske Baa'd Aisi Baaton Ki Kya Shikayat,*
*ما علی مثله بعد الخطاء*
*Apne Naam Se Lafz E Ghulam Ka Hazf Is Bina Par Hai K Huzur Khawaja E Khawajagaan Radi ALLAHU Ta’ala Anhu Wa Anhum Ka Ghulam Banne Se Inkaar O Istikbaar Rakhta Hai To Ba Dastoor Gumrah Aur Ba Hukm E Hadees E Mazkoora Adoo ULLAH Hai Aur Uska Thikaana Jahannam.*
*قال اَلَیْسَ فِیْ جَهَنَّمَ مَثْوََی لِلْمُتِکَبِرِیْنَ*
*Aur Bar Bina E Wahabiyat Hai K Ghulam E Auliya E Kiraam Banne Walon Ko Mushrik Aur Ghulam Muhiuddeen Wa Ghulam Mueenuddeen Ko Shirk Jaanta Hai To Wahabiyah Khud Zindeeq, Be Deen, Kuffaar O Murtadeen Hain.*
*وَ لِلْکٰفِرِیْنَ عَذَابٌ مُھِیْنٌ ـ و اللّٰه تعالیٰ اعلم*
*📚العطایا النبویہ فی الفتاوی الرضویہ، جـ 6/12، صـ 187-188 و جـ 15/30، 265-266*
--------------------------------------
*📝 अल्लाह तआला हमें अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम के सद्के इल्मे दीन सीख़ने समझनें और अमल करने की तौफ़िक अता करें।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
💠💠💠💠💠💠💠💠💠💠
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी वारसी चिश्ती क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment