🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*_✏️ اہل سنت و جماعت_*
*_السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🫱🏻🫲🏻_*
*~_________________~*
*_🌙 इस्लामी तारीख शहर कानपुर यूपी_*
*_05/07/1445_*
*_रजब उल मुरज्जब_*
*_⛅ दिन; बुध_*
*_🗓️ अंग्रेजी तारीख_*
*_17/01/2024_*
*_जनवरी_*
*~________________~*
*_👉 post 473_*
*📝SAWAL-:*
*📇 Sarkar Gareeb Nawaaz رضي الله عنه Ne Ham Shabhi Ko Kya Irshadaat (HUQM) Farmaya Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Sarkar Gareeb Nawaaz رضي الله عنه Irshad Farmate Hain Kalaam e Ilaahi Ka Dekhna Sawaab Hai Padhna Sawaab Hai Agar 1 Harf Par Nigah Padey 10 Buraiyaan Door Hojaaen Aur 10 Nekiyan Darj Hojaaen Aankhon Ki Raushni Badhey Aur Uss Aankh Par Kabhi Koi Museebat Na Ho Bure Kaam Karne Se Badtar Buron Ki Sohbat Aalim e Deen Ki Ziyaarat Aur Darweshon Ki Dosti Nuzoole Barkat Ka Sabab Hoti Hai Jabh Sarkar Gareeb Nawaaz رضي الله عنه Ka Wisaal Huwa To Aapki Peshani Muqaddas Par Ye Ibarat Likhi Huwi Thi "Haaza Habibullah Maa Ta Fi Hubbilllah" Yeh Allah ﷻ Ka Dost Hai Aur Allah ﷻ Ki Mohabbat Mein Duniya Se Jaa Raha Hai*
*📚 Khwaja e Ajmer Safah 25, 26*
--------------------------------------
*📝 अल्लाह तआला हमें अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम के सद्के इल्मे दीन सीख़ने समझनें और अमल करने की तौफ़िक अता करें।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
💠💠💠💠💠💠💠💠💠💠
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी वारसी चिश्ती क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment