🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*_✏️ اہل سنت و جماعت_*
*_السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🫱🏻🫲🏻_*
*~_________________~*
*_🌙 इस्लामी तारीख शहर कानपुर यूपी_*
*_03/07/1445_*
*_रजब उल मुरज्जब_*
*_⛅ दिन; मंगल_*
*_🗓️ अंग्रेजी तारीख_*
*_16/01/2024_*
*_जनवरी_*
*~________________~*
*_👉 post 472_*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Sarkaar Gareeb Nawaz رضي الله عنه Paidaishi Gareeb Nawaz Hai*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Eid Ka Din Tha Har Taraf Khushiyo Ka Mahaul Tha Sarkaar Gareeb Nawaz رضي الله عنه Ke Bachpan Ka Zamana Tha Aap Apne Ghar Walo Ke Hamraah Nihayat Umda Aur Nafees Libas Zeb e Tan Farma Kar Namaz e Eid Ke Liye Eid Gaah Jaa Rahe The Raaste Me Ek Nabeena Ladke Ko Phate Purane Kapde Me Malboos Dekha Sarkar Gareeb Nawaz رضي الله عنه Ko Iski Gareebi Aur Lachari Dekh Kar Bahot Dukh Huwa Natije Ke Taur Par Aapne Apna Khubsoorat Libas Uss Gareeb Nabeena Ladke Ko Pehna Diya Aur Khud Doosre Kapde Pehan Kar Use Apne Saath Eid Gaah Le Gaye Ye Waqiyaat Ki Raushni Me Ye Andaza Lagana Aasan Hai Ki Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه Bachpan Ahade Tifli Aur Shirkhwargi Me Hi Nahi Balki Khalaki Aur Paidaishi Gareeb Nawaz Hai Ye Seefat Khaas Aap Ki Hayaat e Zaahiri Tak Hi Nahi Balki Zaahiri Parda Farmane Ke Baad Bhi Aapse Kabhi Kisi Haal Me Juda Naa Ho Saki Chunache Aaj Bhi Aap Ussi Tarah Gareebon, majbooron, bekason, mazlumon, Aur be-saharon, Ko Nazdik o Dur Se khoob khoob Nawazte Hai Aur In Sha Allah Ta'ala Subhe Qayamat Tak Hum Gareebo Ke Liye Aap Gareeb Nawaz Rahenge*
*📚 Sirat e Khawaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه, Safah 184*
*Yahan Bheek Milti Hai Bey'Gumaan*
*Yeh Bade Sakhi Ka Hai Astaan*
*Yahan Sabki Bhrti Hai Jholiyan*
*Yeh Dar e Gareeb Nawaz Hai*
--------------------------------------
*📝 अल्लाह तआला हमें अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम के सद्के इल्मे दीन सीख़ने समझनें और अमल करने की तौफ़िक अता करें।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
💠💠💠💠💠💠💠💠💠💠
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी वारसी चिश्ती क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment