🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*_✏️ اہل سنت و جماعت_*
*_السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🫱🏻🫲🏻_*
*~_________________~*
*_🌙 इस्लामी तारीख शहर कानपुर यूपी_*
*_02/07/1445_*
*_रजब उल मुरज्जब_*
*_⛅ दिन; पीर_*
*_🗓️ अंग्रेजी तारीख_*
*_15/01/2024_*
*_जनवरी_*
*~________________~*
*_👉 post 471_*
*📝SAWAL-:*
*📇 Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه Ko Madina Shareef Se Ajmer Shareef Ka Rasta Kisne Bataya*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Huzoor Nabi E Kareem ﷺ Ne Ek Anaar Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه Ke Haath Ata Kiya Aur Farmaya isme Dekhlo aur jaan lo tumhe Kaha Jaana Hai Hukm Ke Mutabik Sultan ul Hind Gareeb Nawaz رضي الله عنه Ne Anaar Ke Andar Nigah Ki To Mashrik Se Magribh Tak Jo Kuch Tha Woh Sabh Raushan Ho Gaya Shehair e Ajmer Aur Uski Pahadiya Wagairah Bhi Nazar Aa Gayi*
*Makhdoom Jahaaniya Jahaa Gasht ﺭَﺣْﻤَﺔُ ﺍﻟﻠﻪِ ﺗَﻌَﺎﻟٰﻰ ﻋَﻠَﻴْﻪ Ne Apne Safarname Mein Likha Hai Ke Hazrat Khwaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه Ke Mazaar Shareef Ke Paas Anaar Ka Ek Darakht Meri Haziri Ke Waqt Tha Rozana Saat (7) Phal Uss Darakht Se Utarte The Jo Shakhs Uss Anaar Ko Apne Yaha Farzand Hone Ki Niyat Se Kha Leta Ba-Hukm e Rabbi Woh Saahib e Aulaad Ho Jata Tha*
*سُــــبْحانَ الله سُــــبْحانَ الله*
*📚 Sairul Aqtaab, Safah No, 123/124*
*📚 Iqtebaas Az-Hashiyaa Moinul Arvah Safah No, 79*
*📚 Sirat e Khawaja Gareeb Nawaz رضي الله عنه Safah No.213/ 215*
--------------------------------------
*📝 अल्लाह तआला हमें अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम के सद्के इल्मे दीन सीख़ने समझनें और अमल करने की तौफ़िक अता करें।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
💠💠💠💠💠💠💠💠💠💠
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी वारसी चिश्ती क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment