🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*_✏️ اہل سنت و جماعت_*
*_السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🫱🏻🫲🏻_*
*~_________________~*
*_🌙 इस्लामी तारीख शहर कानपुर यूपी_*
*_01/07/1445_*
*_रजब उल मुरज्जब_*
*_⛅ दिन; हफ़्ता_*
*_🗓️ अंग्रेजी तारीख_*
*_14/01/2024_*
*_जनवरी_*
*~________________~*
*_👉 post 470_*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Khuwaja Gharib Nawaz رضي الله عنه Ka Hakim Shia Tha*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Jab Khuwaja Gharib Nawaz رضي الله عنه Herat Se Sabzwar (iran) Tashrif Laye Tu Maloom Hua Ke Unka Hakim Shia Hai Aur Zalim Hai Aur Jo Shakhs Apne Bach'cho Ka Naam Abu Bakr رضي الله عنه Aur Umar رضي الله عنه Rakhta Hai Usay Qatl Karwa Deta Hai Be'had Muttasib Hai Naam Yadgar Mirza Hai Ye Usi Ka Bagh Hai Jisme Lab Hawz Khuwaja Gharib Nawaz رضي الله عنه Muqeem Hue Logo Ne Mana Bhi Kiya Ki Aap Yahan Na Baithe Sakht Zalim Hai Magar Khuwaja Gharib Nawaz رضي الله عنه Ne Parwa Na Ki Itne Me Wo Shia Hakim Wahan Aa Paucha Jaise Khuwaja Gharib Nawaz رضي الله عنه Par Uski Nazar Padi Larza Kha Kar Behosh Hokar Ghir Pada Saath Hi Uske Tamam Wazeer Wa Mulazim Par Bhi Dehshat Taari Ho Gai Phir Khuwaja Gharib Nawaz رضي الله عنه Ne Khud Hi Uske Muh Par Pani Chidka Hosh Me Aaya Tauba Ki Aur Uske Tamam Wazeer Wagera Bhi Ta'ib Hokar Mureed Ho Gaye Yadgar Mirza Ne Tauba Karke Apna Tamam Khazana Allah ﷻ Ki Rah Me Diya*
*📚 Hayat Sultan e Hind Jild 1 Safa 32, 33*
--------------------------------------
*📝 अल्लाह तआला हमें अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम के सद्के इल्मे दीन सीख़ने समझनें और अमल करने की तौफ़िक अता करें।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
💠💠💠💠💠💠💠💠💠💠
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी वारसी चिश्ती क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment