Skip to main content

SULTANUL HIND,HAZRAT SYED MOINUDDEEN HASAN AJMERI SANJARI REHMATULLAHI ALEH4⃣

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






🥀 *SULTANUL HIND,HAZRAT SYED MOINUDDEEN HASAN AJMERI SANJARI REHMATULLAHI ALEH*🥀



*🇮🇳 POST-4*




*HUZOOR GOUSE AZAM AUR SARKAR GARIB NAWAZ..... RadiyALLAHu Ta'ala Anhu* Sarkar garib nawaz alehirehmato wa Rizwaan.. Ne kandhaar, Iraq,bukhara, Me Hadees, quraan,Tafseer, Fiqa,ki talim Hasil karte huy,Aap bagdaad muqaddas eyse Waqt me pahunceh, Jab Aap farigo tehseel ho Chuke the,Aur Huzoor GOUSE AZAM RADIYALLAHU TA'ALA ANHU KA tisra sun Ka zamana Tha,Aadmi Ke teen sun hote hai, bachpan, Jawani, Aur budhapa, Khabar Hui Ke sanjar Se hamaray khalazaad bhai Hasan sanjari Aaye hai, chunaceh aapne, Apne Khuddam Ko behja, Kaha jaoo us nojawaan Ko badeh chaoo wa maan Ke saath Le aaoo. Aur hamaray madarse me hamaray Khaas hujre me Unhe thehra do, chunaceh Hazrat khuwaja garib nawaz waha tehre Aur teen Din Tak Sarkar Gouse azam Ne Aapki Mehmaani ki, Aur tisre Din tanhayi Aur khuloot me Apne pyare bhai Ko sine Se Lagaya Aur Apko isme azam Taleem Farmaya,sine Se lagane Ke Baad Farmaya :Ke jaoo HUMY ummid hai Ke bagdaad Phir tum wapas aaoge Lekin ab Jab wapas aaoge to humy tum zinda nahi paooge is Duniya Ke andar... Jaoo mene samj Liya Ke Tumhara Hissa Kaha milne wala hai. Hazrat khuwaja yaha se Hajj Ko tashreef Le Gaye, Ye Aapka pehla Hajj Tha Aap Hajj karne Ke Baad Jab waha Se wapas huy, ghoomte huy ab Jab fir bagdaad Shareef Aaye to maloom Hua, Ke hazrat Ghuose azam Ka WISAAL ho chuka hai... Khuwaja garib nawaz Ke dilo dimaag me Ye Baat Aayi Ke ab Hum Hajj bhi Kar Chuke hai masha'ALLAH humne to dini ilm bhi Hasil Kar Liya hai,Lihaza ab humy raahe tariqat me kisi Se bait ho jaana chaiye... 

 📚 *SULTANUL HIND Murattib SARKAR ASHARF MIYAN MAREHRAVI* 





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

मुई़नुद्दीन ह़सन सन्जरी या सिज्ज़ी

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 मुई़नुद्दीन ह़सन सन्जरी या सिज्ज़ी 🥀* _ह़ुज़ूर ख़्वाजा ग़रीब नवाज़, ख़्वाजा मुई़नुद्दीन चिश्ती अजमेरी رضی الله عنہ का इस्मे मुबारक *ह़सन* है, और आप का अस़्ल निस्बती लक़ब *“सिज्ज़ी”* है, न कि अ़वाम में राइज *“सन्ज़री”* - इसकी वजह येह है कि आप का तअ़ल्लुक़ इ़लाक़ह *“सिज्ज़”* से था, जो कि सिजिस्तान का मुख़्तस़र और सीस्तान का मुअ़र्रब है, और क़वाइ़दे अ़रबी के मुत़ाबिक़ इस की निस्बत *सिज्ज़ी* बनती है। मोअ़्तबर कुतुबे तारीख़ व तज़्किरह, जैसे मनाक़िबुल् ह़बीब, तहज़ीबुल् अस्मा वल् लुग़ात और मुअ़्जमुुल् बुलदान में स़राह़त के साथ सीन पर ज़ेर, जीम साकिन और आख़िर में नुक़्त़ह् दार ज़ (राए मुअ़ज्जमह) का ज़िक्र है। - *लिहाज़ा “सन्जरी” कहना या लिखना तह़क़ीक़ी त़ौर पर ग़लत़ है, और दुरुस्त “सिज्ज़ी” ही है।*_ *ह़ज़रत अ़ल्लामह क़ारी लुक़मान शाहिद स़ाह़ब क़िब्लह तह़रीराते लुक़मान के स़फ़्ह़ह नम्बर 523 पर लिखते हैं:* हिन्दुस्तान के मशहूर स़ूफ़ी बुज़ुर्ग ह़ज़रते ख़्वाजा मुई़नुद्दीन चिश्ती अजमेरी علیہ الرحمہ का नामे पाक ह़सन है, और अ़वाम व ख़वास़ आप को ह़सन सन्जरी कहते, लिखते हैं - आप...