🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Shaan e Sarkaar Gareeb Nawaz رضي الله عنه Sultan ul Hind 🥀*
*POST 10*
*بسم الله الرحمن الرحيم*
*الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
✏️ Sarkar Gareeb Nawaaz رضي الله عنه Ke Irshadaat
▶ Kalaam e Ilaahi ka dekhna sawaab hai, padhna sawaab hai, agar 1 harf par nigah padey 10 buraiyaañ durr hojaaeñ aur 10 nekiyañ darj hojaaeñ aankhoñ ki raushni badhey aur uss aankh par kabhi koi museebat na ho.
▶ Burey kaam karne se badtar buroñ ki sohbat
▶ Aalim e Deen ki ziyaarat aur darweshoñ ki dosti nuzoole barkat ka sabab hoti hai
Jabh Sarkar Gareeb Nawaaz رضي الله عنه ka wisaal huwa to aapki peshani muqaddas par yeh ibarat likhi huwi thi "Haaza Habibullah Maa Ta Fi Hubbilllah" ( Yeh Allah ﷻ Ka Dost Hai Aur Allah ﷻ Ki Mohabbat Mein Duniya Se Jaa Raha Hai)
*📚 Khwaja e Ajmer safah no. 25 - 26*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
Comments
Post a Comment